Welcome to my blog.. My name is Dev..and you can see my all type of art works.. NOTHING TO MAKE SOMETHING IS ART.
Showing posts with label c: hindi poem.. Show all posts
Showing posts with label c: hindi poem.. Show all posts
Monday, August 22, 2011
Thursday, December 30, 2010
Yaadein. ...
. . . . . . . . . . . . .
"...beete buchpan ki yaade, school colledge ki baate, dosto ka ladna-jhagadna..
Acchi-buri yaade..
Ye subhi baate hum subko ko yaad aati hai...
Aaj hum sub bade ho gaye..
Paise kamaane ki chaah ne..
Sapno ko pura karne ki betaabi ne..
Duriyo ne, majburiyo ne hume kaafi badal diya..
Lekin khud ko asali ehsaash tab hota hai..
Jab hum akele me,
Kabi bheed me rahkar b..
Apne buchpan ko yaad karte hai..
Un yaado ki..
Un palo ki chaahat hume khalipan me le aati hai..
Tab waakai ye pata chalta hai,
Ki hum nahi...
Humare aas paas ka samay badal gaya hai,
Log badal gaye hai,
Cheeze badal gayi hai,
Dil to aaj b wahi thahra hai..
Jaha dosto ki bheed hoti thi,
Jaha school lunch time me haste-jhagadte the,
Jaha galiyo me khelte the...
Khair...
Aapki tarah maine b apne buchpan ko bahut yaad kiya..
Lekin yaado k alawa..
Aapke paas..
Or mere paas kuch b nahi rahta..
Or tab ye duniya..
Ye sapne..
Ye paise..
Sub be-matlab ki lagti hai...
"Phir se bhule-bishare...
Beete lamho ke...
Bikhare yaado se bhare..
Maine kuch panne khole hai,
Kuch baate.....
Kuch mushkurahat.....
Kuch aanshu.....
Kuch sharaarat....
Haste,rote,jhagadte chehare....
Kuch pal....
Kuch ahshaashe...
Wo din....wo raate...
Wo pyaari-pyaari mulaqate...
Ghanto hoti, na jaane kitani baate...
Bahut yaad aate hai...
Dil ka...
Na jaane kaun sa kona...
Ek meetha dard se bhar gaya.,
Un lamho k ehsaaso se..
Jo mujhe tanha kar gaya."
* my frnds n readers...
Ye poem maine 3 bade-bade parts me likhe hai..
Jinme se ek part i hope apko pasand aya ho !
. . . . . . . . . .
"...beete buchpan ki yaade, school colledge ki baate, dosto ka ladna-jhagadna..
Acchi-buri yaade..
Ye subhi baate hum subko ko yaad aati hai...
Aaj hum sub bade ho gaye..
Paise kamaane ki chaah ne..
Sapno ko pura karne ki betaabi ne..
Duriyo ne, majburiyo ne hume kaafi badal diya..
Lekin khud ko asali ehsaash tab hota hai..
Jab hum akele me,
Kabi bheed me rahkar b..
Apne buchpan ko yaad karte hai..
Un yaado ki..
Un palo ki chaahat hume khalipan me le aati hai..
Tab waakai ye pata chalta hai,
Ki hum nahi...
Humare aas paas ka samay badal gaya hai,
Log badal gaye hai,
Cheeze badal gayi hai,
Dil to aaj b wahi thahra hai..
Jaha dosto ki bheed hoti thi,
Jaha school lunch time me haste-jhagadte the,
Jaha galiyo me khelte the...
Khair...
Aapki tarah maine b apne buchpan ko bahut yaad kiya..
Lekin yaado k alawa..
Aapke paas..
Or mere paas kuch b nahi rahta..
Or tab ye duniya..
Ye sapne..
Ye paise..
Sub be-matlab ki lagti hai...
"Phir se bhule-bishare...
Beete lamho ke...
Bikhare yaado se bhare..
Maine kuch panne khole hai,
Kuch baate.....
Kuch mushkurahat.....
Kuch aanshu.....
Kuch sharaarat....
Haste,rote,jhagadte chehare....
Kuch pal....
Kuch ahshaashe...
Wo din....wo raate...
Wo pyaari-pyaari mulaqate...
Ghanto hoti, na jaane kitani baate...
Bahut yaad aate hai...
Dil ka...
Na jaane kaun sa kona...
Ek meetha dard se bhar gaya.,
Un lamho k ehsaaso se..
Jo mujhe tanha kar gaya."
* my frnds n readers...
Ye poem maine 3 bade-bade parts me likhe hai..
Jinme se ek part i hope apko pasand aya ho !
. . . . . . . . . .
Monday, December 27, 2010
Ghadi-ghadi badalti hai...
. . . . . . . . . . . . . .
Ghadi-ghadi badalti hai..
Zindagi ki raahe,
Kyu chutati jati hai..
Khusiyo ki baanhe,
Koi thame hath mera..
Le chale door kahi kinaare,
Jaha jagmagate ho..
Jhilmilate ho..
Khusiyo ke sitaare,
Mayush baitha hu..
Main ek aas tham ke,
Koi mil jaaye mujhe..
Zindagi ke naam pe.
. . . . . . . . . . . . .
Ghadi-ghadi badalti hai..
Zindagi ki raahe,
Kyu chutati jati hai..
Khusiyo ki baanhe,
Koi thame hath mera..
Le chale door kahi kinaare,
Jaha jagmagate ho..
Jhilmilate ho..
Khusiyo ke sitaare,
Mayush baitha hu..
Main ek aas tham ke,
Koi mil jaaye mujhe..
Zindagi ke naam pe.
. . . . . . . . . . . . .
Kishi k aane ki. . . .
. . . . . . . . . . .
Kishi k aane ki ummeed par..
Kai soch ubhar kar aaye,
Waqt-bewaqt ke uljhano me b..
Wo chehra jhalak sa jaaye,
Haqikat k khule aashma me..
Koi khwaab apne pankh laharaaye,
Phir b ek ummeed me hu..
Koi umar bhar k liye mil jaaye.
. . . . . . . . . . . . .
Kishi k aane ki ummeed par..
Kai soch ubhar kar aaye,
Waqt-bewaqt ke uljhano me b..
Wo chehra jhalak sa jaaye,
Haqikat k khule aashma me..
Koi khwaab apne pankh laharaaye,
Phir b ek ummeed me hu..
Koi umar bhar k liye mil jaaye.
. . . . . . . . . . . . .
Ye duniyaa
. . . , . . . . . . . . . .
Ye duniyaa bhi badi ajeeb bashti hai..
Kahi eshk par zindagi kurbaan hai..
To kahi par ye eshk hi sashti hai..
Gal chuki hai lakadiya, tut chuka hai patwaar..
Arey koi to samjhaaye ye kaisi kashti hai..
Dard hai, dhoka hai, sub ne mil k nochaa hai..
Phir b thaamate wahi rassi hai.
. . . . . . . . . .
Ye duniyaa bhi badi ajeeb bashti hai..
Kahi eshk par zindagi kurbaan hai..
To kahi par ye eshk hi sashti hai..
Gal chuki hai lakadiya, tut chuka hai patwaar..
Arey koi to samjhaaye ye kaisi kashti hai..
Dard hai, dhoka hai, sub ne mil k nochaa hai..
Phir b thaamate wahi rassi hai.
. . . . . . . . . .
Sunday, December 26, 2010
Khud se meri baat. . . . .
. . . . . . . .. . . .
Kuch mahine pahle ki baat hai, roz ki tarah us raat b main ghar k chat par chaand ko dekhane gaya tha..,
Mujhe chaand ko baadalo k beach tairate dekhna kafi pasand hai..
Aisa lagta tha jaise wo mujhse hash hash k baat karti hai,
Phir baadalo me chup jati..
Aisa ghanto tak hota rahta tha or us chaand k bahaane,
Main na jaane kin khyaalo me kho jaya karta tha.
Lekin wo raat kuch alag thi,
Na jane kyu dil khush nahi tha..
Or main wapas kamre me chala gaya..
Or diary likhne laga..
Kyu ki main or akelepan ko nahi sah sakta tha..
"kal raat ki baat hai,
Adhure chaand ki chandani raat me,
Thand hawaaye bah rahi thi..
Or main khyalo me soya hua sa..
Tabhi ek jani pehchani si,
Yaado ki khusbu mere kareeb se guzar gayi..
Maine apni nazare chat se door tak daudaai..
Lekin...
Gharo k chamaktiyo khidkiyo k alawa..
Andhere me kuch nazar na aayi..
Ab to dil bhi nahi karta..
Us chaand ko dekhne ka,
Jo khud hi baadlo k piche..
Mujh se chip raha hai.
Tabhi maine apni nazare jhukaai,
Chaand ki roshani par meri parchaai..
Or usi k piche piche..
Maine apne kadam badhaye..
Main apne kamare me pahuncha..
Andhere me baitha..
Khud ko samjhata raha..
Zindagi me ye sub to,
Aata jata raha..
Kabhi hotho ko hanshi,
To kabhi palko ko aashu bhata raha..
Khair...
Ye to such hai..
Or waise bhi..
Zindagi me to ye sub hona hi hai.
Kuch pa kar kuch khona hi hai."
.. . . . . . . .
Kuch mahine pahle ki baat hai, roz ki tarah us raat b main ghar k chat par chaand ko dekhane gaya tha..,
Mujhe chaand ko baadalo k beach tairate dekhna kafi pasand hai..
Aisa lagta tha jaise wo mujhse hash hash k baat karti hai,
Phir baadalo me chup jati..
Aisa ghanto tak hota rahta tha or us chaand k bahaane,
Main na jaane kin khyaalo me kho jaya karta tha.
Lekin wo raat kuch alag thi,
Na jane kyu dil khush nahi tha..
Or main wapas kamre me chala gaya..
Or diary likhne laga..
Kyu ki main or akelepan ko nahi sah sakta tha..
"kal raat ki baat hai,
Adhure chaand ki chandani raat me,
Thand hawaaye bah rahi thi..
Or main khyalo me soya hua sa..
Tabhi ek jani pehchani si,
Yaado ki khusbu mere kareeb se guzar gayi..
Maine apni nazare chat se door tak daudaai..
Lekin...
Gharo k chamaktiyo khidkiyo k alawa..
Andhere me kuch nazar na aayi..
Ab to dil bhi nahi karta..
Us chaand ko dekhne ka,
Jo khud hi baadlo k piche..
Mujh se chip raha hai.
Tabhi maine apni nazare jhukaai,
Chaand ki roshani par meri parchaai..
Or usi k piche piche..
Maine apne kadam badhaye..
Main apne kamare me pahuncha..
Andhere me baitha..
Khud ko samjhata raha..
Zindagi me ye sub to,
Aata jata raha..
Kabhi hotho ko hanshi,
To kabhi palko ko aashu bhata raha..
Khair...
Ye to such hai..
Or waise bhi..
Zindagi me to ye sub hona hi hai.
Kuch pa kar kuch khona hi hai."
.. . . . . . . .
main or mera MAIKHANA. . . .
. . . . . . . . . . . . ...
(1)
Agar hai koi..
Apno se anjana,
To us shaksh ka..
Hai mere paas ana,
Aesi cheez hu main..
Jiska kaam hai behlana,
Kyu ki......
Mera naam hai MAIKHANA.(3)
(2)
Gum shum shaant..
Udas hu main,
Gum shum shaant..
Udas paimana,
Gum shum shaant..
Udas hai dil,
Gum shum shaant..
Udasi se pilana,
Logo ki mehfil se to to...
Ro padta ye dil deewana,
Aise me tanhaai sa..
Saath deti hai MAIKHANA.(8)
(3)
Hath me majburi, liye peit me aag..
Ye bhi hai ek deewana,
Jagah-jagah, ghat-ghat par..
Dhunde ye tutaa paimana,
Kuch hath laga to upar wala..
Nahi to phir ye jamana,
Rukhi-sukhi hai chalti enki..
Bin mehfil MAIKHANA.(33)
* MAIKHANA par abtak maine kareeb 30 se jyada poem likhi hai..jiske jariye zindagi k alag alag pehaluo ki baate kahi hai..
Or ye MAIKHANA mera khud ka original collection hai jiske 3 poem yaha aap padh chuke hai. I hope you like my work :-) . . . .
. . . . . . . . . . .
(1)
Agar hai koi..
Apno se anjana,
To us shaksh ka..
Hai mere paas ana,
Aesi cheez hu main..
Jiska kaam hai behlana,
Kyu ki......
Mera naam hai MAIKHANA.(3)
(2)
Gum shum shaant..
Udas hu main,
Gum shum shaant..
Udas paimana,
Gum shum shaant..
Udas hai dil,
Gum shum shaant..
Udasi se pilana,
Logo ki mehfil se to to...
Ro padta ye dil deewana,
Aise me tanhaai sa..
Saath deti hai MAIKHANA.(8)
(3)
Hath me majburi, liye peit me aag..
Ye bhi hai ek deewana,
Jagah-jagah, ghat-ghat par..
Dhunde ye tutaa paimana,
Kuch hath laga to upar wala..
Nahi to phir ye jamana,
Rukhi-sukhi hai chalti enki..
Bin mehfil MAIKHANA.(33)
* MAIKHANA par abtak maine kareeb 30 se jyada poem likhi hai..jiske jariye zindagi k alag alag pehaluo ki baate kahi hai..
Or ye MAIKHANA mera khud ka original collection hai jiske 3 poem yaha aap padh chuke hai. I hope you like my work :-) . . . .
. . . . . . . . . . .
Koi kavita....
. . . . . . . ...
Hatho me kalam hai..
Chat-pataa rahi,
Aakhein dekh kar bhi..
Na dekh pa rahi,
Man doob raha hai..
Soch k saagar me,
Shayad, koi kavita..
Hai aa rahi,
Kabhi edhar se sochu...
Kabhi udhar se sochu...
Soch hi soch me.
Main kidhar ki sochu??
Kabhi aakhein dekhti hai...
Kabhi soch bhatakti hai...
Par likh raha hoon jo...
Main sirf usi ki sochu.
Panne palatati hai..
Jaa rahi,
Unguliya halki si hai..
Jhil mila rahi,
Aakhein dekh kar bhi..
Na dekh pa rahi,
Man doob raha hai..
Soch ke saagar me,
Shayad, koi kavita..
Hai aa rahi.
*ek din bus yu hi kuch likhne ka mood tha..
Lekin kambhakhat dimaag ko kuch soojhta nahi tha..
Socha..kya likhu? Kya likhu?
Bus..yahi uljhan, bechaini bhari kavita likhne ki kosisho par kavita likh di...:-)
. . . . . . . . . .
Hatho me kalam hai..
Chat-pataa rahi,
Aakhein dekh kar bhi..
Na dekh pa rahi,
Man doob raha hai..
Soch k saagar me,
Shayad, koi kavita..
Hai aa rahi,
Kabhi edhar se sochu...
Kabhi udhar se sochu...
Soch hi soch me.
Main kidhar ki sochu??
Kabhi aakhein dekhti hai...
Kabhi soch bhatakti hai...
Par likh raha hoon jo...
Main sirf usi ki sochu.
Panne palatati hai..
Jaa rahi,
Unguliya halki si hai..
Jhil mila rahi,
Aakhein dekh kar bhi..
Na dekh pa rahi,
Man doob raha hai..
Soch ke saagar me,
Shayad, koi kavita..
Hai aa rahi.
*ek din bus yu hi kuch likhne ka mood tha..
Lekin kambhakhat dimaag ko kuch soojhta nahi tha..
Socha..kya likhu? Kya likhu?
Bus..yahi uljhan, bechaini bhari kavita likhne ki kosisho par kavita likh di...:-)
. . . . . . . . . .
Door tak. . . .
. . . . . . . . . ,
Door tak ek khwaab dekha hai maine...
Har khwaab me tujhko socha hai maine,
Dar lagta hai ab khud me chupi tanhaaiyo se...
Har pal tanhaai me tujhko khoja hai maine,
Aksar teri yaado me har pal lamha roya hai maine...
Or aashuo se baahe apni bhigo ya hai maine,
Yu to zindagi guzar.r..r...r.....r ? ? ? ? ? ? ? ? ?
* i am sorry my friends and reader..
I can't post this poem hea..
Coz i love this poem n vry close to my heart..
And i dont want ki...meri pasandida poem ko koi mere blog se chura le.
I hope kuch line padkar aapko accha laga hoga..
. . . . Thank u. N again sorry. Kaan pakad kar !!
. . . . . . . . . . .
Door tak ek khwaab dekha hai maine...
Har khwaab me tujhko socha hai maine,
Dar lagta hai ab khud me chupi tanhaaiyo se...
Har pal tanhaai me tujhko khoja hai maine,
Aksar teri yaado me har pal lamha roya hai maine...
Or aashuo se baahe apni bhigo ya hai maine,
Yu to zindagi guzar.r..r...r.....r ? ? ? ? ? ? ? ? ?
* i am sorry my friends and reader..
I can't post this poem hea..
Coz i love this poem n vry close to my heart..
And i dont want ki...meri pasandida poem ko koi mere blog se chura le.
I hope kuch line padkar aapko accha laga hoga..
. . . . Thank u. N again sorry. Kaan pakad kar !!
. . . . . . . . . . .
Friday, November 26, 2010
Kuch garib kahaaniya.......
"Rukha man maila tan....
Bheegta pasino se badan,
Na chehare par koi sikan....
Pathar todati ek bekasoor ki,
Ye kahaani hai ek majdoor ki.
Kamjor si kaathi....
Sung jivan sathi,
Sharir par lepe uska baalak maati....
Har nigaahe dekhe unhe bimaar si,
Ye kahani hai ek garib pariwaar ki.
Na rahne ka thikana...
Na anna na dana,
Mehnat karke sukhi roti chabana...
Us par taklifdeh jamana,
Par netaaye lade yuddh apne vaad-vivaad ki..
Ye kahaani hai humare HINDUSTAAN AZAAD ki.. . . . . ,
Bheegta pasino se badan,
Na chehare par koi sikan....
Pathar todati ek bekasoor ki,
Ye kahaani hai ek majdoor ki.
Kamjor si kaathi....
Sung jivan sathi,
Sharir par lepe uska baalak maati....
Har nigaahe dekhe unhe bimaar si,
Ye kahani hai ek garib pariwaar ki.
Na rahne ka thikana...
Na anna na dana,
Mehnat karke sukhi roti chabana...
Us par taklifdeh jamana,
Par netaaye lade yuddh apne vaad-vivaad ki..
Ye kahaani hai humare HINDUSTAAN AZAAD ki.. . . . . ,
Jab badal jata hai apna koi....
Kaisa lagta hai??
Jab koi inshaan..
Jo aapka dost hai..
Ya phir aapka pyaar..
Jo apne matlab k liye..
badal gaya hai..
Beshak wo aaj b aapke sath ho..
Lekin wo baate,
Wo feelings..
Wo andaaz..
Wo sabi cheeze kho si jati hai...
Jo apko pasand hai..
Bahut hurt hota hai..
Jab unka behave..
Unka vyavhaar badal jata hai..
To aap kya karte hai??
"waqt badal chuka hai,
Log badal gaye hai...
Dhire dhire thore,
Hum b sambhal gaye hai...
Kuch cheeze thi jakhmo me,
Rone k liye.
Lekin ab to par naye parindo k nikal gaye hai...
Such me. . . . .
Log badal chuke hai..
Ab soch badal rahe hai,
Dhire dhire ab hum bhi..
Sang unse sambhal rahe hai.
Dard to hota hai,
ki wo kitna badal rahe hai..
Lekin kya kare,
sub apne me chal rahe hai.
Jab koi inshaan..
Jo aapka dost hai..
Ya phir aapka pyaar..
Jo apne matlab k liye..
badal gaya hai..
Beshak wo aaj b aapke sath ho..
Lekin wo baate,
Wo feelings..
Wo andaaz..
Wo sabi cheeze kho si jati hai...
Jo apko pasand hai..
Bahut hurt hota hai..
Jab unka behave..
Unka vyavhaar badal jata hai..
To aap kya karte hai??
"waqt badal chuka hai,
Log badal gaye hai...
Dhire dhire thore,
Hum b sambhal gaye hai...
Kuch cheeze thi jakhmo me,
Rone k liye.
Lekin ab to par naye parindo k nikal gaye hai...
Such me. . . . .
Log badal chuke hai..
Ab soch badal rahe hai,
Dhire dhire ab hum bhi..
Sang unse sambhal rahe hai.
Dard to hota hai,
ki wo kitna badal rahe hai..
Lekin kya kare,
sub apne me chal rahe hai.
Meri jazbaato k daayare.....
Feelings...
Bhaawnaye...
Dard.....
Ye cheeze badi ajeeb hoti hai..
Jab ye cheeze aapke paas hoti hai..
to aap kya karte ho??
Aap apni feelngs kisi se share karte ho..
Ya phir kahi likh lete ho..
Agar shabd ya words nahi milte..
to aap ro lete ho..
Lekin mere sath ye kuch alag sa hai..
Na main ro pata hu khul kar..
Na kisi se kah pata hu..
Khuli shabdo me b nahi likhta..
Dar lagta hai koi pad na le..
But Thank to god..
Aise situation me usane mujhe poetry karne ki aadat de di...
"jab kabhi li angdaai mere jazbaato ne...
To jazbaate lafzo me tabdil ho jati hai,
Lekar hazaaro jakham dil me...
Ask palko se chalakane k kabil ho jati hai..
Socha tha paakar tujhko...
Es jamaane se door, Humara bhi ek ashiyana hoga..
Lekin haqiqat ki es mahfil me...
sirf tanhaai shamil ho jati hai. . . . . . . . . . . . . . . .
Bhaawnaye...
Dard.....
Ye cheeze badi ajeeb hoti hai..
Jab ye cheeze aapke paas hoti hai..
to aap kya karte ho??
Aap apni feelngs kisi se share karte ho..
Ya phir kahi likh lete ho..
Agar shabd ya words nahi milte..
to aap ro lete ho..
Lekin mere sath ye kuch alag sa hai..
Na main ro pata hu khul kar..
Na kisi se kah pata hu..
Khuli shabdo me b nahi likhta..
Dar lagta hai koi pad na le..
But Thank to god..
Aise situation me usane mujhe poetry karne ki aadat de di...
"jab kabhi li angdaai mere jazbaato ne...
To jazbaate lafzo me tabdil ho jati hai,
Lekar hazaaro jakham dil me...
Ask palko se chalakane k kabil ho jati hai..
Socha tha paakar tujhko...
Es jamaane se door, Humara bhi ek ashiyana hoga..
Lekin haqiqat ki es mahfil me...
sirf tanhaai shamil ho jati hai. . . . . . . . . . . . . . . .
Ek waqt guzar gaya, tumse na mile...
Kabhi kabhi life me mujhe aise log b mile..
jinse milkar mujhe pata rahta tha ki..
Hume ek na ek din bichadna hai..
Kyu ki time or cheeze aapke favour me nahi hoti...
Bus jitna waqt sath likha hai..
use khusi khusi guzaar lena chahiye...
"ek waqt guzar gaya tumse na mile...
Ab na jaane ye kaisi mulaqaat hogi,
Kuch tum kahoge kuch hum kahenge...
Bus kuch adhuri si baat hogi,
Chand lamho ke liye sahi...
Kuch pal to sath hogi,
Phir wahi be-jaan din...
Or tanhaai bhari raat hogi,
Teri hansi, teri pyari pyari baate...
Phir asko ki barsaat hogi,
Aaj tum ho to jee rahe hai hum b...
Phir kal ki zindagi me kaha wo baat hogi,. . . . . .
jinse milkar mujhe pata rahta tha ki..
Hume ek na ek din bichadna hai..
Kyu ki time or cheeze aapke favour me nahi hoti...
Bus jitna waqt sath likha hai..
use khusi khusi guzaar lena chahiye...
"ek waqt guzar gaya tumse na mile...
Ab na jaane ye kaisi mulaqaat hogi,
Kuch tum kahoge kuch hum kahenge...
Bus kuch adhuri si baat hogi,
Chand lamho ke liye sahi...
Kuch pal to sath hogi,
Phir wahi be-jaan din...
Or tanhaai bhari raat hogi,
Teri hansi, teri pyari pyari baate...
Phir asko ki barsaat hogi,
Aaj tum ho to jee rahe hai hum b...
Phir kal ki zindagi me kaha wo baat hogi,. . . . . .
KAANCH.....teri tasveer ki.
Ek din...
main yu hi khali bhaithe bore ho raha tha..
Dil b kisi baat ko lekar khush nahi tha..
To socha kuch likh lu..
Maine kuch b plan nahi kiya tha ki mujhe kya likhna hai..
Bus jo jo dil me ayega likhte jana hai...
Main emotinally kafi akela feel kar raha tha..
To likh diya maine...
"yu hi deewaar se baithe...
Nazare khidki se bahaar...
Kahi tiki thi.
Man ulajhate khyaalaato k sang..
Palke meri kuch bhigi thi.
Shaant thand hawaao se..
Wo reshami parda jo lahraya tha.
Uski reshami harqato se...
Kaanch teri tasvir ki tuti thi.
Himmat to bahut hai lekin..
Wo tasvir mujhse uthaai na gai.
Wo kaanch k pade kuch tukade...
Mujhse teri tasvir par lagaai na gai."
...ha! Ek time aisa b meri life me aya tha..
Jab mujhe kisi k wajah se..
akelepan ka saamna karna pada..
Kafi takleef hoti hai,
jab koi insaan aapko chor kar chala jata hai...
But i think..
Its life..
Or
akelapan hi hota hai..
jo aapko kafi kuch sikhata hai..
Jab tanhai main aap..
khud se baate kar k..
Apni acchaiyo,kamiyo, or buraiyo ko jaan lete hai...
main yu hi khali bhaithe bore ho raha tha..
Dil b kisi baat ko lekar khush nahi tha..
To socha kuch likh lu..
Maine kuch b plan nahi kiya tha ki mujhe kya likhna hai..
Bus jo jo dil me ayega likhte jana hai...
Main emotinally kafi akela feel kar raha tha..
To likh diya maine...
"yu hi deewaar se baithe...
Nazare khidki se bahaar...
Kahi tiki thi.
Man ulajhate khyaalaato k sang..
Palke meri kuch bhigi thi.
Shaant thand hawaao se..
Wo reshami parda jo lahraya tha.
Uski reshami harqato se...
Kaanch teri tasvir ki tuti thi.
Himmat to bahut hai lekin..
Wo tasvir mujhse uthaai na gai.
Wo kaanch k pade kuch tukade...
Mujhse teri tasvir par lagaai na gai."
...ha! Ek time aisa b meri life me aya tha..
Jab mujhe kisi k wajah se..
akelepan ka saamna karna pada..
Kafi takleef hoti hai,
jab koi insaan aapko chor kar chala jata hai...
But i think..
Its life..
Or
akelapan hi hota hai..
jo aapko kafi kuch sikhata hai..
Jab tanhai main aap..
khud se baate kar k..
Apni acchaiyo,kamiyo, or buraiyo ko jaan lete hai...
Subscribe to:
Posts (Atom)