. . . . . . . .,
Hazaar bar zamana udhar se guzra hai..
Nai-nai si hai kuch teri rah guzar phir b.
. . . . . .
Yu tasalli de raha hu dil bimaar ko..
Jaise ko thame khada hai girti deewar ko,
. . . . . . .
Har shaksh daudta hai yaha bhid ki taraf..
Phir ye bhi chahta hai use rasta mil jaye.
. , . . . . . .
Kish muh se jabaa karti ejhaare-e-pareshani..
Jab tune meri halat surat se na pehchaani.
. . . . . .
Us shaksh k gum ka koi andaza lagaaye..
Jisko kabi rote hue dekha na kisi ne.
. . , . . , . . . . .