. . . . . . . . . . . . .
Huh !!
Bahut sah liya..
Ab nahi saha jata..
Yar hum ladko ki b life hoti hai..
Ab har baar ladkiya acche number se india me TOP kar rahi hai to ..
Esme hum ladko ka kya kasoor..
Hum b enshaan hai yaar..
Lekin..
Aaj to batana hi hoga hum ladko ka exam me fail hone ja reason..
Aaj succhai ko duniya k saamne aana hi hoga.
Ab chup na baithenge hum..
Ek-ek din..
Ek-ek ghante ka hisaab denge hum..
so Exam me fail hone ki wajah kya hai?
Sidha sa jawab he..
1 sal ke 365 din hote he.
Roj 8 ghante sone ke.
Yani pure saal ke 122 din.
365-122=243.
Diwali aur samar vacation gino.
61 din.
243-61=182 din.
Usme 52 sunday.
182-52=130 din.
Festival ke 40. College festival k 15 din
130-55=75 din.
Khane pine nahane dhone, hugne mootane ke 3 ghante ke hisab se 46 din..
75-46=29 din.
Roj ke 1 ghante dosto ko bhi to dena padta hai na?
To Uske milakar huye 15 din.
29-15=14 din bache..
Ab ladke 10 din to bimar rahte hai.
So..
14-10=4 din
bache.
Exam ke time bhi t.V dekhna padta hai bhai..
warna mind humare pitaa ji aakar to fresh nhi karenge? Bolo..
So T.V dekhane k 3 din.
4-3=1 din bache..
Yaar..
Ab 1 sal me 1 din hi to birthday ka aata he.
So Ab birth day ke din bhi koi padhta hai kya?...... . .
Ab esme humari kya galti agar hum fail ho gaye.?? huh. . .
Or phir esme galfrnd ko diya times include nhi kiya abi.
Ha! Ha! Ha! Ha! Ha!
. . . . . . . . . . . .